1 Rupya gaya kaha ?

Advertisement
3 Ladke Restaurant mein khana khane gaye.
Bill bana 75 ka,
Isliye unhone aapas mein 25-25-25 rupye chukaye,
Manager ne ab unko 5 rupye wapas waiter ke hato lota diye,
Par waiter ne 2 Rupya khud rakh kar un Ladko ko sirf 3 rupya lautaye,
Ab
25 – 1 = 24
25 – 1 = 24
25 – 1 = 24
Isliye tino ko Total 72 Rs. ka kharcha hua.
Aur waiter ke paas 2 Rs. hai,
Arey ! 72 (kharcha) + 2 (Waiter ke paas) = 74 Rs.
To 1 Rupya gaya kaha ?
Test Your Brain…

Click here for Answer

Unhone manager ko diya = 75 Rs.
Manager ne wapas diya = 5 Rs.
Isliye ab unka bill hua = 70 Rs.
aur 2 Rs. waiter ne le liye.
Isliye Actual me ab Bill hua = 70 + 2 = 72 Rs.
Aur waiter ne 3 Rs. wapas de diye.
To ho gaye na 72 Rs. Bill + 3 Rs. Wapas diye = 75 Rs.
Isliye 1 Rupya kahi nahi gaya…